Dhalkee jaaye chundriyaa hamaaree ho raam

धलकी जाये चुँदरिया हमारी हो राम्
Year
Language

ढलकी जाये चुँदरिया हमारी हो राम -2
पी से मिल के बहकने के दिन आये हो -2
ढलकी जाये

जैसे ठण्डी पवन बन के प्यार आ गई -2
जैसे चुपके से बन में बहार आ गई
फूल बन के
हो फूल बन के महकने के दिन आये हो

ढलकी जाये चुँदरिया हमारी हो राम
ढलकी जाये

मैं तो सपनों की बगिया में डोलूँगी रे -2
बन की बन के कोयलिया मैं बोलूँगी रे
डाली डाली
हो डाली डाली चहकने के दिन आये हो

ढलकी जाये
ढलकी जाये चुँदरिया हमारी हो राम
पी से मिल के बहकने के दिन आये हो
ढलकी जाये

ḍhalkī jāye chuṇdriyā hamārī ho rām -2
pī se mil ke bahakne ke din āye ho -2
ḍhalkī jāye

jaise ṭhaṇḍī pavan ban ke pyār ā gaī -2
jaise chupke se ban meṅ bahār ā gaī
phūl ban ke
ho phūl ban ke mahakne ke din āye ho

ḍhalkī jāye chuṇdriyā hamārī ho rām
ḍhalkī jāye

maiṅ to sapnoṅ kī bagiyā meṅ ḍolūṇgī re -2
ban kī ban ke koyliyā maiṅ bolūṇgī re
ḍālī ḍālī
ho ḍālī ḍālī chahakne ke din āye ho

ḍhalkī jāye
ḍhalkī jāye chuṇdriyā hamārī ho rām
pī se mil ke bahakne ke din āye ho
ḍhalkī jāye