धक-धक से धड़कना भुला दे
छन-छन से छनकना सिखा दे -2
( मेरे दिल को पिरो के पायल में ) -2 ( हो गोरी ) -2
घुँघरू बना दे
धक-धक से …
छन-छन छन-छन छन-छन -2
( मुझसे भले ) -2 चाँदी के बटन तेरे जो कुर्ते पे तूने लगाए
वो पास कितने मैं दूर कितना कैसे मुझे चैन आए
( कुछ और नहीं तो क़दमों में ) -2 हो थोड़ी सी जगह दे
घुँघरू बना दे
धक-धक से …
( इस दुनिया में हैं इल्ज़ाम जितने ) -2 वो मेरे सर लग गए हैं
दिन-रात उड़ने की सोचता है इस दिल को पर लग गए हैं
( इस पंछी को ) -2 अपने नैनों के हो पिंजरे में बसा दे
घुँघरू बना दे
धक-धक से …
dhak-dhak se dhaṛaknā bhulā de
chhan-chhan se chhanaknā sikhā de -2
( mere dil ko piro ke pāyal meṅ ) -2 ( ho gorī ) -2
ghuṇghrū banā de
dhak-dhak se …
chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan -2
( mujhse bhale ) -2 chāṇdī ke baṭan tere jo kurte pe tūne lagāe
vo pās kitne maiṅ dūr kitnā kaise mujhe chain āe
( kuchh aur nahīṅ to qadmoṅ meṅ ) -2 ho thoṛī sī jagah de
ghuṇghrū banā de
dhak-dhak se …
( is duniyā meṅ haiṅ ilzām jitne ) -2 vo mere sar lag gae haiṅ
din-rāt uṛne kī sochtā hai is dil ko par lag gae haiṅ
( is paṅchhī ko ) -2 apne nainoṅ ke ho piṅjre meṅ basā de
ghuṇghrū banā de
dhak-dhak se …