Dekho vo chaand chupke kartaa hai k‌yaa ishaare

देखो वो चाँद चुपके करता है क्‌या इशारे
Work
Year
Language

हे: देखो वो चाँद चुपके करता है क्‌या इशारे
ल: शायद ये कह रहा है, हम हो गये तुम्हारे
हो गये तुम्हारे, देखो …

ल: उल्फ़त का आज हमने इक़रार कर लिया है
लेकिन ये कौन जाने किस्मत में क्‌या लिखा है
मंजिल को चल पड़े हैं तक़दीर के सहारे
हो गये तुम्हारे, देखो …

हे: ऐसा ना हो कि हमको रस्ते में छोड़ जाओ
जाकर कहीं किसीकी दुनिया नई बसाओ
मंझधार में रहे हम, लग जाओ तुम किनारे
हो गये तुम्हारे, देखो …

ल: दिल में सिवा तुम्हारे कोई नहीं हमारे
ये अपने दिल से पूछो क्‌या दिल में है तुम्हारे
देंगे मेरी गवाही कुदरत के ये नज़ारे
हो गये तुम्हारे, देखो …

he: dekho vo chāṇd chupke kartā hai k‌yā iśhāre
la: śhāyad ye kah rahā hai, ham ho gaye tumhāre
ho gaye tumhāre, dekho …

la: ulfat kā āj hamne iqrār kar liyā hai
lekin ye kaun jāne kismat meṅ k‌yā likhā hai
maṅjil ko chal paṛe haiṅ taqdīr ke sahāre
ho gaye tumhāre, dekho …

he: aisā nā ho ki hamko raste meṅ chhoṛ jāo
jākar kahīṅ kisīkī duniyā naī basāo
maṅjhdhār meṅ rahe ham, lag jāo tum kināre
ho gaye tumhāre, dekho …

la: dil meṅ sivā tumhāre koī nahīṅ hamāre
ye apne dil se pūchho k‌yā dil meṅ hai tumhāre
deṅge merī gavāhī kudarat ke ye nazāre
ho gaye tumhāre, dekho …