Dekho jee bahaar aaee, baagon men khilee kaliyaan

देखो जी बहार आई, बागों में खिली कलियाँ
Work
Year
Language

देखो जी बहार आई, बागों में खिली कलियाँ
आना है तो आ जाओ, सुनी हैं मेरी गलियाँ

दुनिया से जो डरते हो, ख्वाबों में चले आओ
दो बोल मोहब्बत के तनहाई में कह जाओ
आ जाओ मना लेंगे, सपनों में रंगरलिया
आना है तो आ जाओ सुनी हैं मेरी गलियाँ

हम दिल से तुम्हारे हैं, ये कह भी नहीं सकते
और तुम से जुदा होकर, हम रह भी नहीं सकते
तुम बिन आशाओंकी कैसे खिले कलियाँ
आना है तो आ जाओ सुनी हैं मेरी गलियाँ

dekho jī bahār āī, bāgoṅ meṅ khilī kaliyāṇ
ānā hai to ā jāo, sunī haiṅ merī galiyāṇ

duniyā se jo ḍarte ho, khvāboṅ meṅ chale āo
do bol mohabbat ke tanhāī meṅ kah jāo
ā jāo manā leṅge, sapnoṅ meṅ raṅgarliyā
ānā hai to ā jāo sunī haiṅ merī galiyāṇ

ham dil se tumhāre haiṅ, ye kah bhī nahīṅ sakte
aur tum se judā hokar, ham rah bhī nahīṅ sakte
tum bin āśhāoṅkī kaise khile kaliyāṇ
ānā hai to ā jāo sunī haiṅ merī galiyāṇ