Dekho jaadoo bhare more nain

देखो जादू भरे मोरे नैन्
Work
Year
Language

देखो जादू भरे मोरे नैन
अरे जादू भरे अरे जादू भरे
देखो जादू भरे मोरे नैन

इतराएँ कभी शरमाएँ कभी
मुस्काएँ कभी तन जाएँ कभी
तड़पाते रहें दिन रैन
मोरे नैन मोरे नैन
देखो जादू भरे मोरे नैन …

दीवाना करें मस्ताना करें
जिसे इक बार देखें निशाना करें
किसी को न लेने दें चैन
मोरे नैन मोरे नैन मोरे नैन
देखो जादू भरे मोरे नैन …

dekho jādū bhare more nain
are jādū bhare are jādū bhare
dekho jādū bhare more nain

itrāeṇ kabhī śharmāeṇ kabhī
muskāeṇ kabhī tan jāeṇ kabhī
taṛpāte raheṅ din rain
more nain more nain
dekho jādū bhare more nain …

dīvānā kareṅ mastānā kareṅ
jise ik bār dekheṅ niśhānā kareṅ
kisī ko na lene deṅ chain
more nain more nain more nain
dekho jādū bhare more nain …