देखा है सभी ने चाँद को उसे क्या देखें
देखा है सभी ने चाँद को
उसे क्या देखें तुझे देख लिया सब देख लिया -2
देखा है सभी ने …
नज़रों में यूँ ही नाराज़ी है
पर दिल ही दिल में राजी है
अब दुनिया जो चाहे सोचे
उसे क्या जानें तुझे जान लिया सब जान लिया
देखा है सभी ने …
होंठों पे आब-ए-हयात लिए
चलती है बहारें साथ लिए
तेरे जैसा हसीं कोई और भी हो
उसे क्या मानें तुझे मान लिया सब मान लिया
देखा है सभी ने …
कुछ ऐसे दिल ने पुकारा तुझे
जन्नत से ज़मीं पे उतारा तुझे
अब और ख़ुदा के पास है क्या
हम क्या माँगें तुझे माँग लिया सब माँग लिया
देखा है सभी ने …
dekhā hai sabhī ne chāṇd ko
use kyā dekheṅ tujhe dekh liyā sab dekh liyā -2
dekhā hai sabhī ne …
nazroṅ meṅ yūṇ hī nārāzī hai
par dil hī dil meṅ rājī hai
ab duniyā jo chāhe soche
use kyā jāneṅ tujhe jān liyā sab jān liyā
dekhā hai sabhī ne …
hoṅṭhoṅ pe āb-e-hayāt lie
chaltī hai bahāreṅ sāth lie
tere jaisā hasīṅ koī aur bhī ho
use kyā māneṅ tujhe mān liyā sab mān liyā
dekhā hai sabhī ne …
kuchh aise dil ne pukārā tujhe
jannat se zamīṅ pe utārā tujhe
ab aur khudā ke pās hai kyā
ham kyā māṇgeṅ tujhe māṇg liyā sab māṇg liyā
dekhā hai sabhī ne …