देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
ये गिला है आपकी निगाहों से
फुल भी हो दरमियाँ तो फासलें हुए
मेरी साँसों में बसी खुशबू तेरी
ये तेरे प्यार की है जादूगरी
तेरी आवाज़ है हवाओं में
प्यार का रंग है फिजाओं में
धड़कनों में तेरे गीत हैं मिले हुए
क्या कहूँ के शर्म से हैं लब सिले हुए
मेरा दिल है तेरी पनाहों में
आ छूपा लूँ तुझे मैं बाहों में
तेरी तस्वीर है निगाहों में
दूर तक रोशनी है राहों में
कल अगर ना रोशनी के काफिले हुए
प्यार के हजार दीप हैं जले हुए
dekhā ek khvāb to ye silsile hue
dūr tak nigāhoṅ meṅ haiṅ gul khile hue
ye gilā hai āpkī nigāhoṅ se
phul bhī ho darmiyāṇ to phāsleṅ hue
merī sāṇsoṅ meṅ basī khuśhbū terī
ye tere pyār kī hai jādūgrī
terī āvāz hai havāoṅ meṅ
pyār kā raṅg hai phijāoṅ meṅ
dhaṛaknoṅ meṅ tere gīt haiṅ mile hue
kyā kahūṇ ke śharm se haiṅ lab sile hue
merā dil hai terī panāhoṅ meṅ
ā chhūpā lūṇ tujhe maiṅ bāhoṅ meṅ
terī tasvīr hai nigāhoṅ meṅ
dūr tak rośhnī hai rāhoṅ meṅ
kal agar nā rośhnī ke kāphile hue
pyār ke hajār dīp haiṅ jale hue