देख लो आवाज़ देकर पास अपने पाओगे
देख लो आवाज़ देकर पास अपने पाओगे
आओगे तन्हा मगर तन्हा नहीं तुम जाओगे
1) दूर रहकर भी तुम्हीं पे रहती है अपनी नजर
बाहों में हम थाम लेंगे जब भी ठोकर खाओगे, देख लो …
2) लेना बदले में तुम्हारे गर खुदाई भी मिले
छोड़ देंगे दो जहाँ को जब भी तुम फ़रमाओगे देख लो …
3) बेवफ़ाई भी करो तो माफ़ कर देंगे तुम्हें
हम ना वादों से फिरेंगे तुम अगर फिर जाओगे, देख लो …
dekh lo āvāz dekar pās apne pāoge
āoge tanhā magar tanhā nahīṅ tum jāoge
1) dūr rahkar bhī tumhīṅ pe rahtī hai apnī najar
bāhoṅ meṅ ham thām leṅge jab bhī ṭhokar khāoge, dekh lo …
2) lenā badle meṅ tumhāre gar khudāī bhī mile
chhoṛ deṅge do jahāṇ ko jab bhī tum farmāoge dekh lo …
3) bevafāī bhī karo to māf kar deṅge tumheṅ
ham nā vādoṅ se phireṅge tum agar phir jāoge, dekh lo …