Dekh lo aaj hamko jee bharke

देख लो आज हमको जी भरके
Work
Year
Language

देख लो आज हमको जी भरके -2
कोई आता नहीं है फिर मरके

हो गए तुम, अग़र के सौदाई
दूर पहुँचेगी मेरी रुस्वाई
देख लो आज …

आओ अच्ची तरह से करलो प्यार
के निकल जाएं हम मना लो तुम
देख लो आज …

याद इतनी तुम्हें दिलाते जाएं
पान कलके लिए लगाते लाएं

dekh lo āj hamko jī bharke -2
koī ātā nahīṅ hai phir marke

ho gae tum, aġhar ke saudāī
dūr pahuṇchegī merī rusvāī
dekh lo āj …

āo achchī tarah se karlo pyār
ke nikal jāeṅ ham manā lo tum
dekh lo āj …

yād itnī tumheṅ dilāte jāeṅ
pān kalke lie lagāte lāeṅ