Dekh ke akelee mohe barkhaa sataae

देख के अकेली मोहे बर्खा सताए
Work
Year
Language

को: (टिप टिप टिप टिप टिप टिप
टिप टिप टिप टिप टिप टिप) - 2
गी: उई देख के अकेली मोहे बरखा सताए
गालों को चूमे कभी चीँटे उड़ाए रे …
गी: चली न जाए चाल लचकूँ जैसे डाल
साड़ी भीगी चोली भीगी भीगे गोरे गाल
को: गोरे गाल गोरे गाल गोरे गोरे गाल
साड़ी भीगी चोली भीगी भीगे गोरे गाल उई …
गी: लूटे हार सिंगार पापी जल की धार
खुली सड़क पे लुट गई लोगों मैं अलबेली नार
को: (एक अलबेली अलबेली अलबेली ) -2
खुली सड़क पे लुट गई लोगों मैं अलबेली नार उई …
गी: पाँव फिसलता जाए तन हिचकोलें खाए
ऐसे में जो हाथ पकड़ ले मन उसका हो जाए
को: (बस हो जाए हो जाए हो जाए) - 2
ऐसे में जो हाथ पकड़ ले मन उसका हो जाए उई …

ko: (ṭip ṭip ṭip ṭip ṭip ṭip
ṭip ṭip ṭip ṭip ṭip ṭip) - 2
gī: uī dekh ke akelī mohe barkhā satāe
gāloṅ ko chūme kabhī chīṇṭe uṛāe re …
gī: chalī na jāe chāl lachkūṇ jaise ḍāl
sāṛī bhīgī cholī bhīgī bhīge gore gāl
ko: gore gāl gore gāl gore gore gāl
sāṛī bhīgī cholī bhīgī bhīge gore gāl uī …
gī: lūṭe hār siṅgār pāpī jal kī dhār
khulī saṛak pe luṭ gaī logoṅ maiṅ albelī nār
ko: (ek albelī albelī albelī ) -2
khulī saṛak pe luṭ gaī logoṅ maiṅ albelī nār uī …
gī: pāṇv phisaltā jāe tan hichkoleṅ khāe
aise meṅ jo hāth pakaṛ le man uskā ho jāe
ko: (bas ho jāe ho jāe ho jāe) - 2
aise meṅ jo hāth pakaṛ le man uskā ho jāe uī …