देख हमें आवाज़ ना देना, ओ बेदर्द ज़माने
आज चले हम छोड़ के तुझको, दुनिया नयी बसाने
चमका शाम का पहला तारा, गगन दुलारा
सबसे पहले उसने देखा प्यार हमारा
आनेवाली रात सुनेगी, तेरे मेरे तराने
ओ बेदर्द ज़माने ...
दूर कहीं एक पंछी गाये, यह समझाये
प्यार में हो जाते हैं अपने दर्द पराये
दिल की धड़कन क्या होती है, प्यार करें तो जाने
ओ बेदर्द ज़माने ...
देख हमें आवाज़ ना देना, ओ बेदर्द ज़माने
Work
Year
Language
dekh hameṅ āvāz nā denā, o bedard zamāne
āj chale ham chhoṛ ke tujhko, duniyā nayī basāne
chamkā śhām kā pahlā tārā, gagan dulārā
sabse pahle usne dekhā pyār hamārā
ānevālī rāt sunegī, tere mere tarāne
o bedard zamāne ...
dūr kahīṅ ek paṅchhī gāye, yah samjhāye
pyār meṅ ho jāte haiṅ apne dard parāye
dil kī dhaṛkan kyā hotī hai, pyār kareṅ to jāne
o bedard zamāne ...