Dekh hamen aavaaz na denaa

देख हमें आवाज़ न देना
Work
Year
Language

आ: hmmm …
र: देख हमें आवाज़ न देना
आ: देख हमें आवाज़ न देना
ओ बेदर्द ज़माने, ओ बेदर्द ज़माने
र: आज चले हम छोड़के तुझको
दुनिया नई बसाने, ओ बेदर्द ज़माने

र: चमका शाम का पहला तारा - 2
आ: गगन दुलारा
सबसे पहले उसने देखा प्यार हमारा - 2
र: आने वाली रात सुनेगी - 2
र, आ: तेरे मेरे तराने
ओ बेदर्द ज़माने
आ: देख हमें आवाज़ ना देना
ओ बेदर्द ज़माने, ओ बेदर्द ज़माने

आ: दूर कहीं एक पंछी गाये
र: ये समझाये
आ: दूर कहीं एक पंछी गाये
र: ये समझाये
प्यार में हो जातें हैं अपने दर्द पराये - 2
अ: दिल की धड़कन क्‌या होती है
दिल की धड़कन क्‌या होती है
र, आ: प्यार करें तो जाने
ओ बेदर्द ज़माने

आ: देख हमें आवाज़ ना देना
ओ बेदर्द ज़माने, ओ बेदर्द ज़माने
आज चले हम छोड़ के तुझको
दुनिया नई बसाने, ओ बेदर्द ज़माने
हम …

ā: hmmm …
ra: dekh hameṅ āvāz na denā
ā: dekh hameṅ āvāz na denā
o bedard zamāne, o bedard zamāne
ra: āj chale ham chhoṛke tujhko
duniyā naī basāne, o bedard zamāne

ra: chamkā śhām kā pahlā tārā - 2
ā: gagan dulārā
sabse pahle usne dekhā pyār hamārā - 2
ra: āne vālī rāt sunegī - 2
ra, ā: tere mere tarāne
o bedard zamāne
ā: dekh hameṅ āvāz nā denā
o bedard zamāne, o bedard zamāne

ā: dūr kahīṅ ek paṅchhī gāye
ra: ye samjhāye
ā: dūr kahīṅ ek paṅchhī gāye
ra: ye samjhāye
pyār meṅ ho jāteṅ haiṅ apne dard parāye - 2
a: dil kī dhaṛkan k‌yā hotī hai
dil kī dhaṛkan k‌yā hotī hai
ra, ā: pyār kareṅ to jāne
o bedard zamāne

ā: dekh hameṅ āvāz nā denā
o bedard zamāne, o bedard zamāne
āj chale ham chhoṛ ke tujhko
duniyā naī basāne, o bedard zamāne
ham …