Deevaanon se ye mat poochho, deevaanon pe kyaa guzree hai

दीवानों से ये मत पूछो, दीवानों पे क्या गुज़री है
Work
Year
Language

दीवानों से ये मत पूछो, दीवानों पे क्या गुज़री है
हाँ उनके दिलों से ये पूछो, अरमानों पे क्या गुज़री है

औरों को पिलाते रहते हैं और खुद प्यासे रह जाते हैं
ये पीनेवाले क्या जाने, पैमानों पे क्या गुज़री है

मालिक ने बनाया इन्सां को, इन्सान मोहब्बत कर बैठा
वो उपर बैठा क्या जाने, इंसानों पे क्या गुज़री है

dīvānoṅ se ye mat pūchho, dīvānoṅ pe kyā guzrī hai
hāṇ unke diloṅ se ye pūchho, armānoṅ pe kyā guzrī hai

auroṅ ko pilāte rahte haiṅ aur khud pyāse rah jāte haiṅ
ye pīnevāle kyā jāne, paimānoṅ pe kyā guzrī hai

mālik ne banāyā insāṅ ko, insān mohabbat kar baiṭhā
vo upar baiṭhā kyā jāne, iṅsānoṅ pe kyā guzrī hai