दीवाना दिल ढूंढे माशूक़ इक ऐसी
दीवाना दिल ढूंढे माशूक़ इक ऐसी -2
ज़िन्दगी की तरह ख़ूबसूरत हो जो और मासूम हो प्यार के जैसी -2
दीवाना दिल ढूंढे …
फूलों की ख़ुश्बू फ़िज़ाओं में बिखरे करती हो जब जब वो बातें
रातें चमकती हैं जो चाँदनी की ऐसे चमकती हों आँखें
कभी भी किसी ने न देखी सुनी हो हसीं मेरी महबूब हो ऐसी
दीवाना दिल ढूंढे …
हुस्न के टुकड़े चुरा के नज़र से तस्वीर उसकी बनाई
सारे जहाँ के हसीनों की रौनक एक ही तन में सजाई
वो बनके हक़ीक़त नज़र आएगी कब ख़्यालों ख़्वाबों हो जैसी
दीवाना दिल ढूंढे …
dīvānā dil ḍhūṅḍhe māśhūq ik aisī -2
zindgī kī tarah khūbsūrat ho jo aur māsūm ho pyār ke jaisī -2
dīvānā dil ḍhūṅḍhe …
phūloṅ kī khuśhbū fizāoṅ meṅ bikhre kartī ho jab jab vo bāteṅ
rāteṅ chamaktī haiṅ jo chāṇdnī kī aise chamaktī hoṅ āṇkheṅ
kabhī bhī kisī ne na dekhī sunī ho hasīṅ merī mahbūb ho aisī
dīvānā dil ḍhūṅḍhe …
husn ke ṭukaṛe churā ke nazar se tasvīr uskī banāī
sāre jahāṇ ke hasīnoṅ kī raunak ek hī tan meṅ sajāī
vo banke haqīqat nazar āegī kab khyāloṅ khvāboṅ ho jaisī
dīvānā dil ḍhūṅḍhe …