दर्द-ए-जुदाई है ग़म की घटा छाई है
दर्द-ए-जुदाई है ग़म की घटा छाई है
आँख भर आई है ( दुहाई है ) -2
कल जिन आँखों में बालम थे आज उनमें बरसात है
वो भी एक रात थी यह भी एक रात है
याद किसी की आई है ग़म के आँसू लाई है
आँख भर आई …
तू क्या जाने दुनिया ने क्या-क्या इल्ज़ाम लगाए हैं
दिल के अरमाँ आँखों में आँसू बन-बन के आए हैं
जिनसे की भलाई है उनसे मिली बुराई है
आँख भर आई …
सुन के मेरी मजबूरी बालम आँसू नहीं बहाना
दुनिया चाहे कुछ भी कहे मेरा प्यार भूल न जाना
क़िस्मत खींच के लाई है मत समझो बेवफ़ाई है
आँख भर आई …
dard-e-judāī hai ġham kī ghaṭā chhāī hai
āṇkh bhar āī hai ( duhāī hai ) -2
kal jin āṇkhoṅ meṅ bālam the āj unmeṅ barsāt hai
vo bhī ek rāt thī yah bhī ek rāt hai
yād kisī kī āī hai ġham ke āṇsū lāī hai
āṇkh bhar āī …
tū kyā jāne duniyā ne kyā-kyā ilzām lagāe haiṅ
dil ke armāṇ āṇkhoṅ meṅ āṇsū ban-ban ke āe haiṅ
jinse kī bhalāī hai unse milī burāī hai
āṇkh bhar āī …
sun ke merī majbūrī bālam āṇsū nahīṅ bahānā
duniyā chāhe kuchh bhī kahe merā pyār bhūl na jānā
qismat khīṅch ke lāī hai mat samjho bevafāī hai
āṇkh bhar āī …