दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा दम तो मुझे
दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा -2
दम तो मुझे लेने दे -2
जिसने मिटाया है मुझे
उसको दुआ देने दे -2
दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा
दिल की लगी क्या है जान लूँ तो बहूत अच्छा हो
मैं जो घुट-घुट के जान दूँ तो बहूत अच्छा हो -2
कल जहाँ बसाया था -2
आज मिटा लेने दे -2
दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा
मेरी बरबाद मोहब्बत
ना कर किसी से गिला -2
वफ़ा का इस जहाँ में है तो बस यही है सिला -2
हो यही है सिला
ऐ मेरी लगी तू मुझे -2
अपनी सज़ा लेने दे -2
दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा
बुत ना जगे मेरी मायूस सदा लौट आई
लिपट के मुझसे रो रही है मेरी तनहाई -2
कब तलक़ जले ये शमा -2
अब तो बुझा लेने दे -2
दर्द-ए-जिगर ठहर ज़रा -2
dard-e-jigar ṭhahar zarā -2
dam to mujhe lene de -2
jisne miṭāyā hai mujhe
usko duā dene de -2
dard-e-jigar ṭhahar zarā
dil kī lagī kyā hai jān lūṇ to bahūt achchhā ho
maiṅ jo ghuṭ-ghuṭ ke jān dūṇ to bahūt achchhā ho -2
kal jahāṇ basāyā thā -2
āj miṭā lene de -2
dard-e-jigar ṭhahar zarā
merī barbād mohabbat
nā kar kisī se gilā -2
vafā kā is jahāṇ meṅ hai to bas yahī hai silā -2
ho yahī hai silā
ai merī lagī tū mujhe -2
apnī sazā lene de -2
dard-e-jigar ṭhahar zarā
but nā jage merī māyūs sadā lauṭ āī
lipaṭ ke mujhse ro rahī hai merī tanhāī -2
kab talaq jale ye śhamā -2
ab to bujhā lene de -2
dard-e-jigar ṭhahar zarā -2