Dam maaro dam, mit jaaye gham, bolo subah shaam

दम मारो दम, मिट जाये ग़म, बोलो सुबह शाम्
Year
Language

दम मारो दम, मिट जाए ग़म, बोलो सुबह शाम
हरे कृष्ना हरे राम

दुनिया ने हम को दिया क्‌या
दुनिया से हम ने लिया क्‌या
हम सब की परवाह करें क्‌यूँ, सब ने हमारा किया क्‌या
आ …
दम मारो दम …

चाहे जियेंगे मरेंगे
दुनिया से हम ना डरेंगे
हमको ना रोके ज़माना, जो चाहेंगे हम करेंगे
आ …
दम मारो दम …

Usha Iyer:
I love you
????
daba daba daba daba daba daba daba dab ??

आशा: क्‌या … खुशी क्‌या ग़म, जब तक है दम में दम
अरे ओ … कश पे कश लगाते जाओ
हे … गलियों में झूमो, सड़कों पे घूमो
दुनिया की खूब करो सैर
ऊशा: हरे रामा हरे कृष्ना हरे कृष्ना हरे रामा

आशा: आ आ … दीवाने हम, जब तक है दम में दम
अरे ओ … कश पे कश लगाते जाओ
गोरे हों या काले, अपने हैं सारे
दुनिया में कोई नहीं गैर
ऊशा: हरे रामा हरे कृष्ना हरे कृष्ना हरे रामा

dam māro dam, miṭ jāe ġham, bolo subah śhām
hare kṛṣhnā hare rām

duniyā ne ham ko diyā k‌yā
duniyā se ham ne liyā k‌yā
ham sab kī parvāh kareṅ k‌yūṇ, sab ne hamārā kiyā k‌yā
ā …
dam māro dam …

chāhe jiyeṅge mareṅge
duniyā se ham nā ḍareṅge
hamko nā roke zamānā, jo chāheṅge ham kareṅge
ā …
dam māro dam …

Usha Iyer:
I love you
????
daba daba daba daba daba daba daba dab ??

āśhā: k‌yā … khuśhī k‌yā ġham, jab tak hai dam meṅ dam
are o … kaśh pe kaśh lagāte jāo
he … galiyoṅ meṅ jhūmo, saṛkoṅ pe ghūmo
duniyā kī khūb karo sair
ūśhā: hare rāmā hare kṛṣhnā hare kṛṣhnā hare rāmā

āśhā: ā ā … dīvāne ham, jab tak hai dam meṅ dam
are o … kaśh pe kaśh lagāte jāo
gore hoṅ yā kāle, apne haiṅ sāre
duniyā meṅ koī nahīṅ gair
ūśhā: hare rāmā hare kṛṣhnā hare kṛṣhnā hare rāmā