दद्द्य जी मेरी मुम्म्य को सताना नहीं अच्छा
daddyy जी हो daddyy जी
daddyy जी
मेरी mummy को सताना नहीं अच्छा -2
सताना रुलाना जलाना नहीं अच्छा
हो daddyy जी
मेरी mummy को सताना नहीं अच्छा -2
दिन भर में तुम पी जाते हो cigarette के दो tin
कभी रसोई में भी देखो बरतन हैं कुल तीन
देखो जी
घर को आग लगाना नहीं अच्छा -2
सताना रुलाना …
सुबह सवेरे आठ बजे तुम घर से दफ़तर जाते
श्याम को छुट्टी होती है घर आधी रात को आते
देखो जी
इतनी देर से आना नहीं अच्छा -2
सताना रुलाना …
बीवी घर में चुल्हा फूंके नन्हा शोर मचाये
बाप हमारा बाप रे बाप club में नाचे गाये
देखो जी
बीवी बच्चों को भुलाना नहीं अच्छा -2
सताना रुलाना …
daddyy jī ho daddyy jī
daddyy jī
merī mummy ko satānā nahīṅ achchhā -2
satānā rulānā jalānā nahīṅ achchhā
ho daddyy jī
merī mummy ko satānā nahīṅ achchhā -2
din bhar meṅ tum pī jāte ho cigarette ke do tin
kabhī rasoī meṅ bhī dekho bartan haiṅ kul tīn
dekho jī
ghar ko āg lagānā nahīṅ achchhā -2
satānā rulānā …
subah savere āṭh baje tum ghar se daftar jāte
śhyām ko chhuṭṭī hotī hai ghar ādhī rāt ko āte
dekho jī
itnī der se ānā nahīṅ achchhā -2
satānā rulānā …
bīvī ghar meṅ chulhā phūṅke nanhā śhor machāye
bāp hamārā bāp re bāp club meṅ nāche gāye
dekho jī
bīvī bachchoṅ ko bhulānā nahīṅ achchhā -2
satānā rulānā …