दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम्
( दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम ) -2
( कोई कितना अमीर हो या कितना ग़रीब
पाये उतना ही जितना है उसका नसीब ) -2
आगे मालिक के चलता नहीं कोई दाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम
( तेरी क़िसमत की लिखी हुई है किताब
तेरे एक एक दिन का है उसमें हिसाब ) -2
तेरे बस में ना सुबह है ना तेरी शाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम
( कभी गर्मी की मौज कभी बारिश का रंग
ऐसे चक्कर को देख सारी दुनिया है दंग ) -2
चाँद सूरज ज़मीन सब उसके ग़ुलाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़ देने वाला एक राम -2
( dāne dāne pe likhā hai khāne vāle kā nām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām ) -2
( koī kitnā amīr ho yā kitnā ġharīb
pāye utnā hī jitnā hai uskā nasīb ) -2
āge mālik ke chaltā nahīṅ koī dām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām
dāne dāne pe likhā hai khāne vāle kā nām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām
( terī qismat kī likhī huī hai kitāb
tere ek ek din kā hai usmeṅ hisāb ) -2
tere bas meṅ nā subah hai nā terī śhām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām
dāne dāne pe likhā hai khāne vāle kā nām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām
( kabhī garmī kī mauj kabhī bāriśh kā raṅg
aise chakkar ko dekh sārī duniyā hai daṅg ) -2
chāṇd sūraj zamīn sab uske ġhulām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām
dāne dāne pe likhā hai khāne vāle kā nām
lene vāle karoṛ dene vālā ek rām -2