चुरा लिया है तुम ने जो दिल को, नज़र नहीं चुराना सनम्
चुरा लिया है तुम ने जो दिल को
नज़र नहीं चुराना सनम
बदल के मेरी तुम ज़िंदगानी
कहीं बदल न जाना सनम
ले लिया दिल, हाय मेरा दिल
हाय दिल लेकर मुझको ना बहलाना
चुरा लिया… चुरा लिया है …
बहार बन के आऊँ कभी तुम्हारी दुनिया में
गुज़र न जाएं ये दिन कहीं इसी तमन्ना में
तुम मेरे हो, हाँ तुम मेरे हो
आज तुम इतना वादा करते जाना
चुरा लिया … चुरा लिया है …
सजाऊँगा लुट कर भी तेरे बदन की डोली को
लहू जिगर का दूँगा हंसीं लबों की लाली को
है वफ़ा क्या, इस जहाँ को
एक दिन दिखला दूँगा मैं दीवाना
चुरा लिया… चुरा लिया है …
ले लिया दिल, हाय मेरा दिल
हाय दिल लेकर मुझको ना बहलाना
चुरा लिया… चुरा लिया है …
churā liyā hai tum ne jo dil ko
nazar nahīṅ churānā sanam
badal ke merī tum ziṅdgānī
kahīṅ badal na jānā sanam
le liyā dil, hāy merā dil
hāy dil lekar mujhko nā bahlānā
churā liyā… churā liyā hai …
bahār ban ke āūṇ kabhī tumhārī duniyā meṅ
guzar na jāeṅ ye din kahīṅ isī tamannā meṅ
tum mere ho, hāṇ tum mere ho
āj tum itnā vādā karte jānā
churā liyā … churā liyā hai …
sajāūṇgā luṭ kar bhī tere badan kī ḍolī ko
lahū jigar kā dūṇgā haṅsīṅ laboṅ kī lālī ko
hai vafā kyā, is jahāṇ ko
ek din dikhlā dūṇgā maiṅ dīvānā
churā liyā… churā liyā hai …
le liyā dil, hāy merā dil
hāy dil lekar mujhko nā bahlānā
churā liyā… churā liyā hai …