Chupke chupke raat din aansoo bahaanaa yaad hai

चुपके चुपके रात दिन आँसू बहाना याद है
Work
Year
Language

चुपके चुपके रात दिन आँसू बहाना याद है
हम को अब तक आशिकी का वो जमाना याद है

खिंच लेना वो मेरा पर्दे का कोना दफ़्तन
और दुपट्टे से तेरा वो मुँह छुपाना याद है

दोपहर की धूप में मेरे बुलाने के लिये
वो तेरा कोठे पे नंगे पाँव आना याद है

chupke chupke rāt din āṇsū bahānā yād hai
ham ko ab tak āśhikī kā vo jamānā yād hai

khiṅch lenā vo merā parde kā konā daftan
aur dupaṭṭe se terā vo muṇh chhupānā yād hai

dopahar kī dhūp meṅ mere bulāne ke liye
vo terā koṭhe pe naṅge pāṇv ānā yād hai