चुनरी सम्भाल गोरी, उड़ी चली जाए रे
म: चुनरी सम्भाल गोरी, उड़ी चली जाए रे
मार न दे डंक कहीं, नज़र कोई हाय
देख देख पग न फिसल जाए रे
सारा रारा रारा राह ह आह (???)
ल: फिसलें नहीं चल के, कभी दुख की डगर पे
ठोकर लगे हँस दें, हम बसने वाले, दिल के नगर के
म: अरे, हर कदम बहक के सम्भल जाए रे! (STOP!)
सारा रारा रारा राह ह आह
म: किरणें नहीं अपनी, तो है बाहों का सहारा
दीपक नहीं जिन में, उन गलियों में है हमसे उजाले
अरे, भूल ही से चाँदनी खिल जाए रे! (STOP!)
सारा रारा रारा राह ह आह
ल: पल छिन पिया पल छिन, अँखियों का अंधेरा
रैना नहीं अपनी, पर अपना होगा कल का सवेरा
म: अरे, रैन कौन सी जो न ढल जाए रे! (STOP!)
सारा रारा रारा राह ह आह्
ma: chunrī sambhāl gorī, uṛī chalī jāe re
mār na de ḍaṅk kahīṅ, nazar koī hāy
dekh dekh pag na phisal jāe re
sārā rārā rārā rāh ha āh (???)
la: phisleṅ nahīṅ chal ke, kabhī dukh kī ḍagar pe
ṭhokar lage hṇs deṅ, ham basne vāle, dil ke nagar ke
ma: are, har kadam bahak ke sambhal jāe re! (STOP!)
sārā rārā rārā rāh ha āh
ma: kirṇeṅ nahīṅ apnī, to hai bāhoṅ kā sahārā
dīpak nahīṅ jin meṅ, un galiyoṅ meṅ hai hamse ujāle
are, bhūl hī se chāṇdnī khil jāe re! (STOP!)
sārā rārā rārā rāh ha āh
la: pal chhin piyā pal chhin, aṇkhiyoṅ kā aṅdherā
rainā nahīṅ apnī, par apnā hogā kal kā saverā
ma: are, rain kaun sī jo na ḍhal jāe re! (STOP!)
sārā rārā rārā rāh ha āh