चोरी चोरी मेरी गली आना है बुरा
चोरी चोरी मेरी गली आना है बुरा
- अइग
आ के बिना बात किये जाना है बुरा
- अइग्!
अच्छे नहीं ये इशारे
पेड़ों तले छुप-छुपाके
आओ न दो बातें कर लें
नज़रों से नज़रे मिला के
दिन हैं प्यार के, मौज बहार के
देखो भोले भाले दिल को तड़पाना है बुरा
चोरी चोरी मेरी गली आना है बुरा …
दिल आ गया है तो प्यारे
बदनाम होने का डर क्या?
इश्क़-ओ-वफ़ा की गली में
दुनिया के ग़म का गुज़र क्या?
दिन हैं प्यार के, मौज बहार के
देखो भोले भाले दिल को तड़पाना है बुरा
चोरी चोरी मेरी गली आना है बुरा …
chorī chorī merī galī ānā hai burā
- aig
ā ke binā bāt kiye jānā hai burā
- aig!
achchhe nahīṅ ye iśhāre
peṛoṅ tale chhup-chhupāke
āo na do bāteṅ kar leṅ
nazroṅ se nazre milā ke
din haiṅ pyār ke, mauj bahār ke
dekho bhole bhāle dil ko taṛpānā hai burā
chorī chorī merī galī ānā hai burā …
dil ā gayā hai to pyāre
badnām hone kā ḍar kyā?
iśhq-o-vafā kī galī meṅ
duniyā ke ġham kā guzar kyā?
din haiṅ pyār ke, mauj bahār ke
dekho bhole bhāle dil ko taṛpānā hai burā
chorī chorī merī galī ānā hai burā …