चोर सिपाही के झगड़े ... यूँ घूर घूर के निहारा
चोर सिपाही के झगड़े में होगी किसकी जीत
चोर किसी के मीत यहाँ न मोर किसी के मीत
यूँ घूर घूर के निहारा न करो
यूँ दूर दूर दूर से इशारा न करो
ऐसी बातें भूल के दोबारा न करो
चारो तरफ़ पहरा लगा है अफ़सरान का
ये वक़्त है मेरे तुम्हारे इन्तहान का
हाँ बहुत कठिन है डगर पनघट की
झटपट भर लाओ जमुना से मटकी
यूँ घूर घूर के …
( सभी की लेंगे ये बारी बारी ये वर्दी वाले तलाशी लेंगे
हो कोई मजबूरी कोई लाचारी किसी को भी ये ना छोड़ेंगे ) -2
देख के चेहरा दिल की बातें जान लें इनकी आँखें
इनकी गहरी आँखें सीधे सबके दिलों में झाँकें
हरपल हर क्षण सबकी गर्दन सूली पे ( लटकी ) -4
बहुत कठिन है डगर …
chor sipāhī ke jhagaṛe meṅ hogī kiskī jīt
chor kisī ke mīt yahāṇ na mor kisī ke mīt
yūṇ ghūr ghūr ke nihārā na karo
yūṇ dūr dūr dūr se iśhārā na karo
aisī bāteṅ bhūl ke dobārā na karo
chāro taraf pahrā lagā hai afasrān kā
ye vaqt hai mere tumhāre inthān kā
hāṇ bahut kaṭhin hai ḍagar panghaṭ kī
jhaṭapaṭ bhar lāo jamunā se maṭkī
yūṇ ghūr ghūr ke …
( sabhī kī leṅge ye bārī bārī ye vardī vāle talāśhī leṅge
ho koī majbūrī koī lāchārī kisī ko bhī ye nā chhoṛeṅge ) -2
dekh ke chehrā dil kī bāteṅ jān leṅ inkī āṇkheṅ
inkī gahrī āṇkheṅ sīdhe sabke diloṅ meṅ jhāṇkeṅ
harpal har kṣhaṇ sabkī gardan sūlī pe ( laṭkī ) -4
bahut kaṭhin hai ḍagar …