Choop hai dhartee, choop hain chaand sitaaren

चूप है धरती, चूप हैं चाँद सितारें
Year
Language

चूप है धरती, चूप हैं चाँद सितारे
मेरे दिल की धड़कन तुझ को पुकारे

खोये खोये से ये मस्त नज़ारें
ठहरे ठहरे से ये रंग के धारें
ढूँढ रहे हैं तुझ को साथ हमारे

कोने कोने मस्ती फैल रही है
बाहें बनकर हस्ती फैल रही है
तुझ बिन डूबे दिल को कौन उभारे

निखरा निखरा सा है चाँद का जोबन
बिखरा बिखरा सा है नूर का दामन
आ जा मेरी तनहाई के सहारे

chūp hai dhartī, chūp haiṅ chāṇd sitāre
mere dil kī dhaṛkan tujh ko pukāre

khoye khoye se ye mast nazāreṅ
ṭhahre ṭhahre se ye raṅg ke dhāreṅ
ḍhūṇḍh rahe haiṅ tujh ko sāth hamāre

kone kone mastī phail rahī hai
bāheṅ bankar hastī phail rahī hai
tujh bin ḍūbe dil ko kaun ubhāre

nikhrā nikhrā sā hai chāṇd kā joban
bikhrā bikhrā sā hai nūr kā dāman
ā jā merī tanhāī ke sahāre