छुपनेवाले सामने आ, छूप छुप के मेरा जी ना जला
छूपनेवाले सामने आ, छुप छूप के मेरा जी ना जला
सूरज से किरन, बादल से पवन
कब तलक़ छूपेगी, ये तो बता
आख़िर तेरे नाज़ की ये, हार नहीं तो और है क्या
दौड़ के आना पास मेरे, प्यार नहीं तो और है क्या
दूर खड़ी हैरान है क्या, दातों में यूँ उंगली न दबा
आ लिपटी है दिल से मेरे, जुल्फ तेरी बलखाई हुई
देख रहा हूँ तेरी नज़र, अपनी नज़र तक आई हुई
गालों पर जुल्फें ना गिरा, तू है कयामत मै हूँ बला
chhūpnevāle sāmne ā, chhup chhūp ke merā jī nā jalā
sūraj se kiran, bādal se pavan
kab talaq chhūpegī, ye to batā
ākhir tere nāz kī ye, hār nahīṅ to aur hai kyā
dauṛ ke ānā pās mere, pyār nahīṅ to aur hai kyā
dūr khaṛī hairān hai kyā, dātoṅ meṅ yūṇ uṅglī na dabā
ā lipṭī hai dil se mere, julph terī balkhāī huī
dekh rahā hūṇ terī nazar, apnī nazar tak āī huī
gāloṅ par julpheṅ nā girā, tū hai kayāmat mai hūṇ balā