Chhup gaye sitaare, nadiyaa kinaare

छुप गये सितारे, नदिया किनारे
Work
Year
Language

छुप गये सितारे, नदिया किनारे -2
तुम नाहिं आये पिया तुम नाहिं आये
छुप गये सितारे

पानी में तड़पे चन्दा बिचारा -2
सीने में धड़के दिल ग़म का मारा
रो-रो के हारे नैना हमारे
तुम नाहिं आये पिया तुम नाहिं आये
छुप गये सितारे

तड़पा रही है सूनी फ़ज़ायें -2
क्‌या न सुनोगे मेरी सदायें
झूठे हैं सारे वादे तुम्हारे
तुम नाहिं आये पिया तुम नाहिं आये
छुप गये सितारे, नदिया किनारे
तुम नाहिं आये पिया तुम नाहिं आये
छुप गये सितारे

chhup gaye sitāre, nadiyā kināre -2
tum nāhiṅ āye piyā tum nāhiṅ āye
chhup gaye sitāre

pānī meṅ taṛpe chandā bichārā -2
sīne meṅ dhaṛke dil ġham kā mārā
ro-ro ke hāre nainā hamāre
tum nāhiṅ āye piyā tum nāhiṅ āye
chhup gaye sitāre

taṛpā rahī hai sūnī fazāyeṅ -2
k‌yā na sunoge merī sadāyeṅ
jhūṭhe haiṅ sāre vāde tumhāre
tum nāhiṅ āye piyā tum nāhiṅ āye
chhup gaye sitāre, nadiyā kināre
tum nāhiṅ āye piyā tum nāhiṅ āye
chhup gaye sitāre