Chhotee see ye duniyaa, pahchaane raaste hain

छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं
Work
Year
Language

छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं
तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो पूछेंगे हाल

हम तो ये समझेंगे हमने एक पत्थर को पूजा
लेकिन तुमको अपने जैसा नहीं मिलेगा दूजा

सीखा नहीं हमारे दिलने प्यार में धीरज खोना
आग में जलके भी जो निखरे, है वही सच्चा सोना

दिल की दौलत मत ठुकरावो, देखो पछताओगे
आज चले जाते हो जैसे, लौट के भी आओगे

chhoṭī sī ye duniyā, pahchāne rāste haiṅ
tum kahīṅ to miloge, kabhī to miloge, to pūchheṅge hāl

ham to ye samjheṅge hamne ek patthar ko pūjā
lekin tumko apne jaisā nahīṅ milegā dūjā

sīkhā nahīṅ hamāre dilne pyār meṅ dhīraj khonā
āg meṅ jalke bhī jo nikhre, hai vahī sachchā sonā

dil kī daulat mat ṭhukrāvo, dekho pachhtāoge
āj chale jāte ho jaise, lauṭ ke bhī āoge