Chhotee see kahaanee se, baarishon ke paanee se

छोटी सी कहानी से, बारिशों के पानी से
Work
Year
Language

छोटी सी कहानी से, बारिशों के पानी से
सारी वादी भर गयी
ना जाने क्यों, दिल भर गया
ना जाने क्यों, आँख भर गयी

शाखों पे पत्ते थे, पत्तों पे बूंदे थी
बूंदो में पानी था, पानी में आंसू थे

दिल में गिले भी थे, पहले मिले भी थे
मिलके पराये थे, दो हमसाये थे

रुकती है थमती है कभी बरसती है
बादल पे पाँव रख के बारिश मचलती है

chhoṭī sī kahānī se, bāriśhoṅ ke pānī se
sārī vādī bhar gayī
nā jāne kyoṅ, dil bhar gayā
nā jāne kyoṅ, āṇkh bhar gayī

śhākhoṅ pe patte the, pattoṅ pe būṅde thī
būṅdo meṅ pānī thā, pānī meṅ āṅsū the

dil meṅ gile bhī the, pahle mile bhī the
milke parāye the, do hamsāye the

ruktī hai thamtī hai kabhī barastī hai
bādal pe pāṇv rakh ke bāriśh machaltī hai