Chhotaa saa baalmaa

छोटा सा बालमा
Work
Year
Language

छोटा सा बालमा
अखियन नींद चुराए ले गयो
रतियन नींद ना आए

किस बैरन के जाल में फँस के
भूल गया तू प्यार के रस्ते
छोटा सा बालमा ...

मेरे दिल को जान खिलौना
तोड़ गया बेदर्द सलोना
छोटा सा बालमा ...

chhoṭā sā bālmā
akhiyan nīṅd churāe le gayo
ratiyan nīṅd nā āe

kis bairan ke jāl meṅ phṇs ke
bhūl gayā tū pyār ke raste
chhoṭā sā bālmā ...

mere dil ko jān khilaunā
toṛ gayā bedard salonā
chhoṭā sā bālmā ...