Chhorenge na ham teraa saath o saathee marte dam tak‌

छोड़ेंगे न हम तेरा साथ ओ साथी मरते दम तक्‌
Year
Language

छोड़ेंगे न हम तेरा साथ ओ साथी मरते दम तक
मरते दम तक नहीं अगले जनम तक
अगले जनम नहीं सात जनम तक
सात जनम नहीं जनम जनम तक
छोड़ेंगे न हम …

तेरी ही तस्वीर सजी है दिल के आईने में
तुझसे मोहब्बत कर के लज्जत पा ही गए जीने में
देता है खुशियां अब तेरा ग़म तक
पड़ने न देंगे ग़म के कदम तक
कदम रखेंगे संग जनम जनम तक
छोड़ेंगे न हम …

कोई ढूंढे अपने को कोई अपने सनम को
अपना ख़ुदा भी अपना सनम भी मिल गया तुझसे हमको
कर लिए वादे खाई कसम तक
खाई कसम दिल के संगम तक
संगम होगा जनम जनम तक
छोड़ेंगे न हम …

मौसम आते जाते रहेंगे सावन फागुन लाते रहेंगे
प्यार भरे दिल प्यार के नग़में
इस मौसम से उस मौसम तक
इस आलम से उस आलम तक
दूर न होंगे जनम जनम तक
छोड़ेंगे न हम …

chhoṛeṅge na ham terā sāth o sāthī marte dam tak
marte dam tak nahīṅ agle janam tak
agle janam nahīṅ sāt janam tak
sāt janam nahīṅ janam janam tak
chhoṛeṅge na ham …

terī hī tasvīr sajī hai dil ke āīne meṅ
tujhse mohabbat kar ke lajjat pā hī gae jīne meṅ
detā hai khuśhiyāṅ ab terā ġham tak
paṛne na deṅge ġham ke kadam tak
kadam rakheṅge saṅg janam janam tak
chhoṛeṅge na ham …

koī ḍhūṅḍhe apne ko koī apne sanam ko
apnā khudā bhī apnā sanam bhī mil gayā tujhse hamko
kar lie vāde khāī kasam tak
khāī kasam dil ke saṅgam tak
saṅgam hogā janam janam tak
chhoṛeṅge na ham …

mausam āte jāte raheṅge sāvan phāgun lāte raheṅge
pyār bhare dil pyār ke naġhmeṅ
is mausam se us mausam tak
is ālam se us ālam tak
dūr na hoṅge janam janam tak
chhoṛeṅge na ham …