Chhor do aanchal zamaanaa k‌yaa kahegaa

छोड़ दो आंचल ज़माना क्‌या कहेगा
Year
Language

आ: छोड़ दो आंचल ज़माना क्‌या कहेगा
छोड़ दो आंचल ज़माना क्‌या कहेगा
क: (इन अदाओं का ज़माना भी हैं दीवाना
दीवाना क्‌या कहेगा ) - (2)
आ: छोड़ दो आंचल ज़माना क्‌या कहेगा

आ: मैं चली
मैं चली अब खूब छेड़ो प्यार के अफ़साने
कुछ मौसम हैं दीवाना कुछ तुम भी हो दीवाने (2)
क: ज़रा सुनना जान-ए-तमन्ना (2)
इतना तो सोचिये मौसम सुहाना क्‌या कहेगा
आ: छोड़ दो आंचल …

आ: यूँ न देखो जाग जाए प्यार की अंगड़ाई
ये रस्ता ये तनहाई लो दिल ने ठोकर खाई
क: यही दिन हैं मस्ती के सिन हैं (2)
किसको ये होश है अपना बेगाना क्‌या कहेगा
आ: छोड़ दो आंचल …

आ: ये बहारें ये फुवारें ये बरसता सावन
थर थर काँपे हैं तन मन मेरी बय्याँ धर लो साजन
क: अजी आना दिल में समाना (2)
एक दिल एक जान हैं हम तुम ज़माना क्‌या कहेगा
आ: छोड़ दो आंचल …

ā: chhoṛ do āṅchal zamānā k‌yā kahegā
chhoṛ do āṅchal zamānā k‌yā kahegā
ka: (in adāoṅ kā zamānā bhī haiṅ dīvānā
dīvānā k‌yā kahegā ) - (2)
ā: chhoṛ do āṅchal zamānā k‌yā kahegā

ā: maiṅ chalī
maiṅ chalī ab khūb chheṛo pyār ke afsāne
kuchh mausam haiṅ dīvānā kuchh tum bhī ho dīvāne (2)
ka: zarā sunnā jān-e-tamannā (2)
itnā to sochiye mausam suhānā k‌yā kahegā
ā: chhoṛ do āṅchal …

ā: yūṇ na dekho jāg jāe pyār kī aṅgaṛāī
ye rastā ye tanhāī lo dil ne ṭhokar khāī
ka: yahī din haiṅ mastī ke sin haiṅ (2)
kisko ye hośh hai apnā begānā k‌yā kahegā
ā: chhoṛ do āṅchal …

ā: ye bahāreṅ ye phuvāreṅ ye barastā sāvan
thar thar kāṇpe haiṅ tan man merī bayyāṇ dhar lo sājan
ka: ajī ānā dil meṅ samānā (2)
ek dil ek jān haiṅ ham tum zamānā k‌yā kahegā
ā: chhoṛ do āṅchal …