छूप गया कोई रे, दूर से पूकार के
छूप गया कोई रे दूर से पुकार के
दर्द अनोखे हाए दे गया प्यार के
आज है सूनी सूनी दिल की ये गलियाँ
बन गयी काँटे मेरी खुशियों की कलियाँ
प्यार भी खोया मैंने सब कुछ हार के
अँखियों से नींद गई, मनवा से चैन रे
छूप छूप रोये मेरे, खोये खोये नैन रे
हाए यही तो मेरे दिन थे सिंगार के
chhūp gayā koī re dūr se pukār ke
dard anokhe hāe de gayā pyār ke
āj hai sūnī sūnī dil kī ye galiyāṇ
ban gayī kāṇṭe merī khuśhiyoṅ kī kaliyāṇ
pyār bhī khoyā maiṅne sab kuchh hār ke
aṇkhiyoṅ se nīṅd gaī, manvā se chain re
chhūp chhūp roye mere, khoye khoye nain re
hāe yahī to mere din the siṅgār ke