Chheraa mere dil ne taraanaa tere pyaar kaa

छेड़ा मेरे दिल ने तराना तेरे प्यार का
Work
Year
Language

छेड़ा मेरे दिल ने तराना तेरे प्यार का
जिसने सुना खो गया पूरा नशा हो गया
छेड़ा मेरे दिल ने …

आँखें बनी पैमाने दिल हुए मस्ताने
राहें बड़ी मतवाली, गाने लगे दीवाने
मिला मेरे गीत में फ़साना तेरे प्यर का
जिसने सुना खो गया, पूरा नशा हो गया
छेड़ा मेरे दिल ने …

गेसू बनी ज़ंजीरें, क़ैद हुईं तक़दीरें
नाच रही हैं जवानियाँ, जैसे तेरी तस्वीरें
है तेरा नाम भी शगूफ़ा है बहार का
जिसने सुना खो गया, पूरा नशा हो गया
छेड़ा मेरे दिल ने …

भोले भाले क़ातिल, जीना कर दिया मुश्किल
जब भी तू शर्माई, दिल हुआ मेरा बिस्मिल
खाली नहीं जाता निशाना तेरे वार का
मिलने तुझे जो गया, ज़ख़्मी वही हो गया
छेड़ा मेरे दिल ने …

chheṛā mere dil ne tarānā tere pyār kā
jisne sunā kho gayā pūrā naśhā ho gayā
chheṛā mere dil ne …

āṇkheṅ banī paimāne dil hue mastāne
rāheṅ baṛī matvālī, gāne lage dīvāne
milā mere gīt meṅ fasānā tere pyar kā
jisne sunā kho gayā, pūrā naśhā ho gayā
chheṛā mere dil ne …

gesū banī zaṅjīreṅ, qaid huīṅ taqdīreṅ
nāch rahī haiṅ javāniyāṇ, jaise terī tasvīreṅ
hai terā nām bhī śhagūfā hai bahār kā
jisne sunā kho gayā, pūrā naśhā ho gayā
chheṛā mere dil ne …

bhole bhāle qātil, jīnā kar diyā muśhkil
jab bhī tū śharmāī, dil huā merā bismil
khālī nahīṅ jātā niśhānā tere vār kā
milne tujhe jo gayā, zakhmī vahī ho gayā
chheṛā mere dil ne …