छेड़ दे सजनी ... जिनकी जवानी उनका ज़माना
का: छेड़ दे सजनी वोही तराना
शो: कौन सा, साजन?
का: जिनकी जवानी उनका ज़माना
बो: जिनकी जवानी उनका ज़माना
शो: साजन, प्रेम के मीठे सपने
का: दिल लेके बन जाओ अपने
मैं कहूँ पगली, तुम कहो दिवाना
बो: जिनकी जवानी उनका ज़माना
शो: फूल खिले हैं डाली डाली
का: कितना खुश है मन का माली
नाचत तितली भौंरा मस्ताना
बो: जिनकी जवानी उनका ज़माना
का: दोनो जवाँ दोनो कमसीन हैं
खुल गये अब उनके दिन हैं
देख के उनको जी न जलाना
बो: जिनकी जवानी उनका ज़माना
kā: chheṛ de sajnī vohī tarānā
śho: kaun sā, sājan?
kā: jinkī javānī unkā zamānā
bo: jinkī javānī unkā zamānā
śho: sājan, prem ke mīṭhe sapne
kā: dil leke ban jāo apne
maiṅ kahūṇ paglī, tum kaho divānā
bo: jinkī javānī unkā zamānā
śho: phūl khile haiṅ ḍālī ḍālī
kā: kitnā khuśh hai man kā mālī
nāchat titlī bhauṅrā mastānā
bo: jinkī javānī unkā zamānā
kā: dono javāṇ dono kamsīn haiṅ
khul gaye ab unke din haiṅ
dekh ke unko jī na jalānā
bo: jinkī javānī unkā zamānā