Chhee chhee ronaa kaam hai bachchon kaa

छी छी रोना काम है बच्चों का
Work
Year
Language

छी छी
छी छी छी
छी छी
छी छी छी छी
रोना काम है बच्चों का
और हिम्मत के कच्चों का
क़दम बढ़ा के पीछे हटना
काम नहीं है सच्चों का

छी छी
छी छी छी
रोना काम है बच्चों का
और हिम्मत के कच्चों का
क़दम बढ़ा के पीछे हटना
काम नहीं है सच्चों का

( रोने से जग और रुलाये
झुकने से जग और झुकाये ) -2
हिम्मत वाले कब रुकते हैं
दुनिया काँटे लाख बिछाये

छी छी
छी छी छी
रोना काम है बच्चों का
और हिम्मत के कच्चों का
क़दम बढ़ा के पीछे हटना
काम नहीं है सच्चों का

( झूठ का दीप नहीं जल सकता
पाप कभी नहीं फल सकता ) -2
अन्यायी का ज़ोर किसी पे
रोज-रोज नहीं चल सकता

छी छी
छी छी छी
रोना काम है बच्चों का
और हिम्मत के कच्चों का
क़दम बढ़ा के पीछे हटना
काम नहीं है सच्चों का

ये आँसू तूफ़ान बना ले तूफ़ान बना ले -2
इन आँखों में आग छुपा ले आग छुपा ले -2
तेरा सर बुलाये किसको -2
( अपनी बिगड़ी आप बना ले
आप बना ले ) -3

रोना काम है बच्चों का
और हिम्मत के कच्चों का
क़दम बढ़ा के पीछे हटना
काम नहीं है सच्चों का

( छी छी
छी छी छी
छी छी
छी छी छी छी ) -2

chhī chhī
chhī chhī chhī
chhī chhī
chhī chhī chhī chhī
ronā kām hai bachchoṅ kā
aur himmat ke kachchoṅ kā
qadam baṛhā ke pīchhe haṭnā
kām nahīṅ hai sachchoṅ kā

chhī chhī
chhī chhī chhī
ronā kām hai bachchoṅ kā
aur himmat ke kachchoṅ kā
qadam baṛhā ke pīchhe haṭnā
kām nahīṅ hai sachchoṅ kā

( rone se jag aur rulāye
jhukne se jag aur jhukāye ) -2
himmat vāle kab rukte haiṅ
duniyā kāṇṭe lākh bichhāye

chhī chhī
chhī chhī chhī
ronā kām hai bachchoṅ kā
aur himmat ke kachchoṅ kā
qadam baṛhā ke pīchhe haṭnā
kām nahīṅ hai sachchoṅ kā

( jhūṭh kā dīp nahīṅ jal saktā
pāp kabhī nahīṅ phal saktā ) -2
anyāyī kā zor kisī pe
roj-roj nahīṅ chal saktā

chhī chhī
chhī chhī chhī
ronā kām hai bachchoṅ kā
aur himmat ke kachchoṅ kā
qadam baṛhā ke pīchhe haṭnā
kām nahīṅ hai sachchoṅ kā

ye āṇsū tūfān banā le tūfān banā le -2
in āṇkhoṅ meṅ āg chhupā le āg chhupā le -2
terā sar bulāye kisko -2
( apnī bigaṛī āp banā le
āp banā le ) -3

ronā kām hai bachchoṅ kā
aur himmat ke kachchoṅ kā
qadam baṛhā ke pīchhe haṭnā
kām nahīṅ hai sachchoṅ kā

( chhī chhī
chhī chhī chhī
chhī chhī
chhī chhī chhī chhī ) -2