Chhal-chhal bahtee ... maajhee naiyaa dhoondhe kinaaraa

छल-छल बहती ... माझी नैया ढूँढे किनारा
Work
Year
Language

को: छल-छल बहती जीवन धारा -2

माझी नैया ढूँढे किनारा
ओ माझी नैया ढूँढे किनारा
किसी न किसी की खोज में है ये जग सारा
माझी नैया …
कभी न कभी तो समझोगे तुम ये इशारा
माझी नैया …

ऐसी कोई मौज नहीं जिसको कोई खोज नहीं
कोई न कोई तो हर किसी को लगता है प्यारा
माझी नैया …

जीवन पथ पर चलते हुए इक दिन थक कर चलते हुए
कहीं न कहीं तो थाम लूँगा आँचल तुम्हारा
माझी नैया …

जैसे सीता-राम मिले जैसे राधा-श्याम मिले
कभी न कभी तो मिलन होगा तुमसे हमारा
माझी नैया …

ko: chhal-chhal bahtī jīvan dhārā -2

mājhī naiyā ḍhūṇḍhe kinārā
o mājhī naiyā ḍhūṇḍhe kinārā
kisī na kisī kī khoj meṅ hai ye jag sārā
mājhī naiyā …
kabhī na kabhī to samjhoge tum ye iśhārā
mājhī naiyā …

aisī koī mauj nahīṅ jisko koī khoj nahīṅ
koī na koī to har kisī ko lagtā hai pyārā
mājhī naiyā …

jīvan path par chalte hue ik din thak kar chalte hue
kahīṅ na kahīṅ to thām lūṇgā āṇchal tumhārā
mājhī naiyā …

jaise sītā-rām mile jaise rādhā-śhyām mile
kabhī na kabhī to milan hogā tumse hamārā
mājhī naiyā …