Chhaaee kaaree badriyaa bairniyaa ho raam

छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम्
Year
Language

छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम
घन बदरा गगनवा झुकन लागी हो
मोरे सजना बिदेसिया को न आये हो
छाई कारी बदरिया …

झुलनो पे गावन की रुत आई रे
रतियाँ जगावन की रुत आई रे
कछु खो के पावन की रुत आई रे
मोरे सजना बिदेसिया को न आये हो
छाई कारी बदरिया …

जावे कोई पी को लावे सखी
अकेले में कछु नाहि भावे सखी
हाय्! पुरवा पवन जी जलावे सखी
मोरे सजना बिदेसिया को न आये हो
छाई कारी बदरिया …

chhāī kārī badriyā bairniyā ho rām
ghan badrā gaganvā jhukan lāgī ho
more sajnā bidesiyā ko na āye ho
chhāī kārī badriyā …

jhulno pe gāvan kī rut āī re
ratiyāṇ jagāvan kī rut āī re
kachhu kho ke pāvan kī rut āī re
more sajnā bidesiyā ko na āye ho
chhāī kārī badriyā …

jāve koī pī ko lāve sakhī
akele meṅ kachhu nāhi bhāve sakhī
hāy! purvā pavan jī jalāve sakhī
more sajnā bidesiyā ko na āye ho
chhāī kārī badriyā …