Chandaa re chandaa re chhupe rahnaa soye meree mainaa

चन्दा रे चन्दा रे छुपे रहना सोये मेरी मैना
Work
Year
Language

चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना, सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे

फूल चमेली धीरे महको झोंका न लग जाए
फूल चमेली धीरे महको झोंका न लग जाए
नाज़ुक डाली कजरा वाली सपने में मुस्काए
लेके मेरी निंदिया रे
चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना, सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे

हाथ कहीं है पाँव कहीं लागे प्यारी प्यारी

ममता गाए पवन झुलाए झूले राज कुमारी
लेके मेरी निंदिया रे
चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना, सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे

चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना, सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे
चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना, सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे

चाँद बतादे माँ की ममता चैन न कैसे पाए
चाँद बतादे माँ की ममता चैन न कैसे पाए
सुन्दर मुखड़ा दिल का तुकड़ा दूर है मुझसे हाए
लेके मेरी निंदिया रे

चन्दा रे चन्दा रे
छुपे रहना सोये मेरी मैना लेके मेरी निंदिया रे

chandā re chandā re
chhupe rahnā, soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re

phūl chamelī dhīre mahko jhoṅkā na lag jāe

nāzuk ḍālī kajrā vālī sapne meṅ muskāe
leke merī niṅdiyā re
chandā re chandā re
chhupe rahnā, soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re

hāth kahīṅ hai pāṇv kahīṅ lāge pyārī pyārī

mamtā gāe pavan jhulāe jhūle rāj kumārī
leke merī niṅdiyā re
chandā re chandā re
chhupe rahnā, soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re

chandā re chandā re
chhupe rahnā, soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re
chandā re chandā re
chhupe rahnā, soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re

chāṇd batāde māṇ kī mamtā chain na kaise pāe

sundar mukhaṛā dil kā tukaṛā dūr hai mujhse hāe
leke merī niṅdiyā re

chandā re chandā re
chhupe rahnā soye merī mainā leke merī niṅdiyā re