चंदा रे, चंदा रे, छुपे रहना
चंदा रे, चंदा रे, छुपे रहना
सोये मेरी मैना, लेके मेरी निंदिया रे
फूल चमेली धीरे महको, झोका ना लगा जाये
नाजुक डाली कजरावाली सपने में मुस्काये
लेके मेरी निंदिया रे
हाथ कहीं है, पाँव कहीं है, लागे प्यारी प्यारी
ममता गाए, पवन झुलाये, झूले राजकुमारी
लेके मेरी निंदिया रे
chaṅdā re, chaṅdā re, chhupe rahnā
soye merī mainā, leke merī niṅdiyā re
phūl chamelī dhīre mahko, jhokā nā lagā jāye
nājuk ḍālī kajrāvālī sapne meṅ muskāye
leke merī niṅdiyā re
hāth kahīṅ hai, pāṇv kahīṅ hai, lāge pyārī pyārī
mamtā gāe, pavan jhulāye, jhūle rājkumārī
leke merī niṅdiyā re