Chandaa o chandaa, chandaa o chandaa

चंदा ओ चंदा, चंदा ओ चंदा
Year
Language

चंदा ओ चंदा, चंदा ओ चंदा
किसने चुराई तेरी मेरी निंदिया
जागे सारी रैना तेरे मेरे नैना

हस के मैं तेरा मन बहलाऊँ
अपने ये आँसू मगर किसे मैं दिखाऊँ
मैंने तो गुज़ारा जीवन सारा, बेसहारा

तेरी और मेरी एक कहानी
हम दोनों की कदर किसी ने ना जानी
साथी ये अंधेरा जैसे तेरा, वैसे मेरा

सपनों में खोयी दुनिया है सोयी
तेरी और मेरी खबर पूछे न कोई
आजा करे बातें मुलाकातें बीते रातें

chaṅdā o chaṅdā, chaṅdā o chaṅdā
kisne churāī terī merī niṅdiyā
jāge sārī rainā tere mere nainā

has ke maiṅ terā man bahlāūṇ
apne ye āṇsū magar kise maiṅ dikhāūṇ
maiṅne to guzārā jīvan sārā, beshārā

terī aur merī ek kahānī
ham donoṅ kī kadar kisī ne nā jānī
sāthī ye aṅdherā jaise terā, vaise merā

sapnoṅ meṅ khoyī duniyā hai soyī
terī aur merī khabar pūchhe na koī
ājā kare bāteṅ mulākāteṅ bīte rāteṅ