Chandaa khele aankh michaulee

चंदा खेले आँख मिचौली
Work
Year
Language

देख पिया देख पिया ओ-ओ-ओ

देख पिया देख पिया ओ-ओ-ओ

चंदा खेले आँख-मिचौली बदली से नदी किनारे
दुलहन खेले फागुन होली पिया करो न हम से ठठोली
चंदा खेले …

रंग रूप से भर कर झोले सजनी यूँ सजन से बोले
देख पिया देख पिया ओ-ओ-ओ
चंदा खेले …

नाच उठी तारों की टोली रूठ के चल दी बदली भोली
देख पिया देख पिया ओ-ओ-ओ
चंदा खेले …

dekh piyā dekh piyā o-o-o

dekh piyā dekh piyā o-o-o

chaṅdā khele āṇkh-michaulī badlī se nadī kināre
dulahan khele phāgun holī piyā karo na ham se ṭhaṭholī
chaṅdā khele …

raṅg rūp se bhar kar jhole sajnī yūṇ sajan se bole
dekh piyā dekh piyā o-o-o
chaṅdā khele …

nāch uṭhī tāroṅ kī ṭolī rūṭh ke chal dī badlī bholī
dekh piyā dekh piyā o-o-o
chaṅdā khele …