Chandaa kee chaandnee men haay raamaa haay re raamaa

चंदा की चाँदनी में हाय रामा हाय रे रामा
Work
Year
Language

चंदा की चाँदनी में
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2
कोई कानों में रस के भरे बोल -2
बोल गया
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2

दग़ा न देना -2
अजी हो रसिया
किसी की हाय न लेना
दग़ा न देना
कोई ये न कहे रस का लोभी मतलब के बोल
बोल गया
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2

चंदा की चाँदनी में
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2

नेह लगाना सहल है निभाना बड़ा मुश्किल -2
बड़े नाज़ों से पाला है टूट न जाये मेरा दिल
कहीं कहती न रह जाऊँ सखी करेजवा पे हाँ
जिया अनमोल गया
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2

चंदा की चाँदनी में
हाय रामा हाय रे रामा
जिया मेरा डोल गया -2

chaṅdā kī chāṇdnī meṅ
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2
koī kānoṅ meṅ ras ke bhare bol -2
bol gayā
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2

daġhā na denā -2
ajī ho rasiyā
kisī kī hāy na lenā
daġhā na denā
koī ye na kahe ras kā lobhī matalab ke bol
bol gayā
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2

chaṅdā kī chāṇdnī meṅ
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2

neh lagānā sahal hai nibhānā baṛā muśhkil -2
baṛe nāzoṅ se pālā hai ṭūṭ na jāye merā dil
kahīṅ kahtī na rah jāūṇ sakhī karejvā pe hāṇ
jiyā anmol gayā
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2

chaṅdā kī chāṇdnī meṅ
hāy rāmā hāy re rāmā
jiyā merā ḍol gayā -2