चंचल शोख हवाओं जा के सजनाअ से कहना
चंचल शोख हवाओं जा के सजनाअ से कहना
मैं बागों की बुलबुल मुझे पिंजरे में नहीं रहना
चंचल शोख हवाओं …
अम्बर के नीचे पनघट के पीछे ऐसे ही गाती रहूंगी मैं
बुलबुल गुलिस्तां को नग़्में यूं ही सुनाती रहूंगी मैं
पायल बजाती खुश्बू लुटाती मैं हूँ सहेली बहारों की
शबनम की बूटी फूलों की लड़ियां हैं मेरा गहना
चंचल शोख हवाओं …
बीती कहानी बातें पुरानी मुझको बहुत याद आती हैं
प्यासी फ़िज़ाएं तेरी सदाएं
कैसे मिलेंगे हम दोबारा मैं पूछता हूँ नज़ारों से
दर्द जुदाई का अब तो मुझे नहीं सहना
चंचल शोख हवाओं …
chaṅchal śhokh havāoṅ jā ke sajnāa se kahnā
maiṅ bāgoṅ kī bulbul mujhe piṅjre meṅ nahīṅ rahnā
chaṅchal śhokh havāoṅ …
ambar ke nīche panghaṭ ke pīchhe aise hī gātī rahūṅgī maiṅ
bulbul gulistāṅ ko naġhmeṅ yūṅ hī sunātī rahūṅgī maiṅ
pāyal bajātī khuśhbū luṭātī maiṅ hūṇ sahelī bahāroṅ kī
śhabnam kī būṭī phūloṅ kī laṛiyāṅ haiṅ merā gahnā
chaṅchal śhokh havāoṅ …
bītī kahānī bāteṅ purānī mujhko bahut yād ātī haiṅ
pyāsī fizāeṅ terī sadāeṅ
kaise mileṅge ham dobārā maiṅ pūchhtā hūṇ nazāroṅ se
dard judāī kā ab to mujhe nahīṅ sahnā
chaṅchal śhokh havāoṅ …