अ: चमको-चमको बिजलिया
हाँ बिजलिया
ओ बिजलिया चमक-चमक-चमक बिजलिया चमको
बिजलिया चमको
मेरे मन का अन्धेरा हो दूर
हो दूर
मेरे मन का अन्धेरा हो दूर
दमिनिया दमको
बिजलिया चमको
चगली घन
छम-छम-छम-छम-छम छमको
चमको चमको
न: हो
हो रे बादल
कैसे चमके बिजलिया साजन बिना कैसे चमके -2
अपने मन में
हाँ-हाँ रे बालम
मन में छिपा लो हम को
ओ भोले बालम
मन में छुपा लो हम को
हम को
अ: चगली घन
छम-छम-छम-छम-छम छमको
चमको
चमको-चमको बिजलिया चमको
चमको-चमको बिजलिया
ओ बिजलिया ज़रा चमको चमको
न: चमको-चमको
अ: चमको-चमको
न: चमको-चमको
अ: सबकी रातों से सुन्दर आज अपनी रात हो
न: सबकी बातों से निराली आज अपनी बात हो
अ: आज कुछ नये ढंग की अपनी मुलाक़ात हो
हाँ अपनी मुलाक़ात हो
न: आज अपने प्यार की
आज अपने प्यार की बालम पहली बरसात हो
हो हो हो
अ: बिजली तोरी आँखों में आग़ भरी है
बादल की आँखों में पानी
न: फिर क्यूँ दोनों के नैना मिले हैं
अ: तुम क्या जानों
प्रेम की दुनिया है दीवानी
न: हो
दो: चलो सजनवा -4
अ: ( हम-तुम ऊँचे आकाह पे झूला बाँधें
तुम झूलो ) -2
न: झूम-झूम कर मैं झूलूं मैं झूलूं
हाँ झूलूं
अ: झूम-झूम कर
झूम-झूम कर मैं झुलाउँ तुमको
चगली घन
छम-छम-छम-छम छमको
चमको
चमको बिजलिया
ओ बिजलिया ज़रा चमको-चमको
बिजलिया चमको-चमको
चमको-चमको बिजलिया
ओ बिजलिया ज़रा चमको-चमको
बिजलिया चमको-चमको
a: chamko-chamko bijliyā
hāṇ bijliyā
o bijliyā chamak-chamak-chamak bijliyā chamko
bijliyā chamko
mere man kā andherā ho dūr
ho dūr
mere man kā andherā ho dūr
daminiyā damko
bijliyā chamko
chaglī ghan
chham-chham-chham-chham-chham chhamko
chamko chamko
na: ho
ho re bādal
kaise chamke bijliyā sājan binā kaise chamke -2
apne man meṅ
hāṇ-hāṇ re bālam
man meṅ chhipā lo ham ko
o bhole bālam
man meṅ chhupā lo ham ko
ham ko
a: chaglī ghan
chham-chham-chham-chham-chham chhamko
chamko
chamko-chamko bijliyā chamko
chamko-chamko bijliyā
o bijliyā zarā chamko chamko
na: chamko-chamko
a: chamko-chamko
na: chamko-chamko
a: sabkī rātoṅ se sundar āj apnī rāt ho
na: sabkī bātoṅ se nirālī āj apnī bāt ho
a: āj kuchh naye ḍhaṅg kī apnī mulāqāt ho
hāṇ apnī mulāqāt ho
na: āj apne pyār kī
āj apne pyār kī bālam pahlī barsāt ho
ho ho ho
a: bijlī torī āṇkhoṅ meṅ āġh bharī hai
bādal kī āṇkhoṅ meṅ pānī
na: phir kyūṇ donoṅ ke nainā mile haiṅ
a: tum kyā jānoṅ
prem kī duniyā hai dīvānī
na: ho
do: chalo sajanvā -4
a: ( ham-tum ūṇche ākāh pe jhūlā bāṇdheṅ
tum jhūlo ) -2
na: jhūm-jhūm kar maiṅ jhūlūṅ maiṅ jhūlūṅ
hāṇ jhūlūṅ
a: jhūm-jhūm kar
jhūm-jhūm kar maiṅ jhulāuṇ tumko
chaglī ghan
chham-chham-chham-chham chhamko
chamko
chamko bijliyā
o bijliyā zarā chamko-chamko
bijliyā chamko-chamko
chamko-chamko bijliyā
o bijliyā zarā chamko-chamko
bijliyā chamko-chamko