Chaman ko yoon mere saaqee ne mayakhaanaa banaa daalaa

चमन को यूँ मेरे साक़ी ने मयख़ाना बना डाला
Work
Year
Language

चमन को यूँ मेरे साक़ी ने मयख़ाना बना डाला
कली को शीश-ए-मय गुल को पैमाना बना डाला

गिरफ़्तार बला-ए-इश्क़ तो पहले ही था लेकिन
तुम्हारे गेसुओं ने और दीवाना बना डाला

भला कुछ बात थी बेबात इतना तूल खींचा है
सवाल-ए-वस्ल को ज़ालिम ने अफ़साना बना डाला

ख़ुदा के घर में कब्ज़ा कर लिया अन्धेर तो देखो
बुतों ने दिल में रहकर दिल को बुतख़ाना बना डाला

chaman ko yūṇ mere sāqī ne mayakhānā banā ḍālā
kalī ko śhīśh-e-may gul ko paimānā banā ḍālā

giraftār balā-e-iśhq to pahle hī thā lekin
tumhāre gesuoṅ ne aur dīvānā banā ḍālā

bhalā kuchh bāt thī bebāt itnā tūl khīṅchā hai
savāl-e-vasl ko zālim ne afsānā banā ḍālā

khudā ke ghar meṅ kabzā kar liyā andher to dekho
butoṅ ne dil meṅ rahkar dil ko butakhānā banā ḍālā