चलती चली जाये, ज़िंदगी की डगर्
चलती चली जाये, ज़िंदगी की डगर
कभी खत्म ना हो, ये सफ़र
मन्ज़िल की उसे, कुछ भी ना खबर
फिर भी चला जाए, दूर का राही
दूर का राही (2) …
मुड़ के ना देखे, कुछ भी ना बोले
भेद अपने दिल का, राही ना खोले
आया कहाँ से, किस देश का है
कोई ना जाने, क्या ढूंढता है
मन्ज़िल की उसे …
झलके ना कुछ भी, आशा निराशा
क्या कोई समझे, नैनोँ की भाषा
चेहरा कि जैसे, कोरा सफ़ा है
क़िस्मत ने जिस पर, कुछ ना लिखा है
मन्ज़िल की उसे …
chaltī chalī jāye, ziṅdgī kī ḍagar
kabhī khatm nā ho, ye safar
manzil kī use, kuchh bhī nā khabar
phir bhī chalā jāe, dūr kā rāhī
dūr kā rāhī (2) …
muṛ ke nā dekhe, kuchh bhī nā bole
bhed apne dil kā, rāhī nā khole
āyā kahāṇ se, kis deśh kā hai
koī nā jāne, kyā ḍhūṅḍhtā hai
manzil kī use …
jhalke nā kuchh bhī, āśhā nirāśhā
kyā koī samjhe, nainoṇ kī bhāṣhā
chehrā ki jaise, korā safā hai
qismat ne jis par, kuchh nā likhā hai
manzil kī use …