Chaltaa rahe ye kaarvaan umr-e-ravaan kaa kaarvaan

चलता रहे ये कारवाँ उम्र-ए-रवाँ का कारवाँ
Work
Year
Language

चलता रहे ये कारवां
(उम्र-ए-रवां का कारवां)-2
चलता रहे ये कारवां
उम्र-ए-रवां का कारवां

(शाम चले, पेहर चले
मंज़िल से बेखबर चले )-2
बस यूँ ही उम्र भर चले
रुक ना सके यहाँ वहाँ
चलता रहे ये कारवां
उम्र-ए-रवां का कारवां

(फूले फले मेरी कली
ग़म ना मिले तुझे कभी)-2
गुज़रे खुशी में ज़िन्दगी
आए ना मौसम-ए-खिज़ां (?)
चलता रहे ये कारवां
उम्र-ए-रवां का कारवां

(दुनिया का तू हबीब हो
मंज़िल तेरी क़रीब हो)-2
इन्सां (?) तेरा नसीब हो
तुझ पे ख़ुदा की हो अमां
चलता रहे ये कारवां
उम्र-ए-रवां का कारवां

chaltā rahe ye kārvāṅ
(umr-e-ravāṅ kā kārvāṅ)-2
chaltā rahe ye kārvāṅ
umr-e-ravāṅ kā kārvāṅ

(śhām chale, pehar chale
maṅzil se bekhabar chale )-2
bas yūṇ hī umr bhar chale
ruk nā sake yahāṇ vahāṇ
chaltā rahe ye kārvāṅ
umr-e-ravāṅ kā kārvāṅ

(phūle phale merī kalī
ġham nā mile tujhe kabhī)-2
guzre khuśhī meṅ zindgī
āe nā mausam-e-khizāṅ (?)
chaltā rahe ye kārvāṅ
umr-e-ravāṅ kā kārvāṅ

(duniyā kā tū habīb ho
maṅzil terī qarīb ho)-2
insāṅ (?) terā nasīb ho
tujh pe khudā kī ho amāṅ
chaltā rahe ye kārvāṅ
umr-e-ravāṅ kā kārvāṅ