Chalo dildaar chalo, chaand ke paar chalo

चलो दिलदार चलो, चाँद के पार चलो
Work
Year
Language

चलो दिलदार चलो चाँद के पार चलो
हम हैं तैयार चलो

(आओ खो जाएं सितारों में कहीं) - 2
छोड़ दें आज ये दुनिया ये ज़मीं, दुनिया ये ज़मीं
चलो दिलदार्…

(हम नशे में हैं सम्भालो हमें तुम) - (2)
नींद आती है जगा लो हमें तुम, जगा लो हमें तुम
चलो दिलदार्…

(ज़िंदगी खत्म भी हो जाये अगर) - (2)
न कभी खत्म हो उल्फ़त का सफ़र, उल्फ़त का सफ़र
चलो दिलदार्…

chalo dildār chalo chāṇd ke pār chalo
ham haiṅ taiyār chalo

(āo kho jāeṅ sitāroṅ meṅ kahīṅ) - 2
chhoṛ deṅ āj ye duniyā ye zamīṅ, duniyā ye zamīṅ
chalo dildār…

(ham naśhe meṅ haiṅ sambhālo hameṅ tum) - (2)
nīṅd ātī hai jagā lo hameṅ tum, jagā lo hameṅ tum
chalo dildār…

(ziṅdgī khatm bhī ho jāye agar) - (2)
na kabhī khatm ho ulfat kā safar, ulfat kā safar
chalo dildār…