चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये -2
एक भूल था मेरा प्यार हो साजना
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये -2
( मैं समझूँगी बावरे नयना, देख रहे थे सपने
हो देख रहे थे सपने ) -2
खो कर सब कुछ खोया, भाग में था ये अपने
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये
एक भूल था मेरा प्यार हो साजना
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये
मन बगिया में आग भरी थी, फूल कहाँ से खिलते
हो फूल कहाँ से खिलते
एक नदी के दो थे किनारे, कैसे भला फिर मिलते
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये
एक भूल था मेरा प्यार हो साजना
चलो अच्छा हुआ तुम भूल गये -2
chalo achchhā huā tum bhūl gaye -2
ek bhūl thā merā pyār ho sājnā
chalo achchhā huā tum bhūl gaye -2
( maiṅ samjhūṇgī bāvre naynā, dekh rahe the sapne
ho dekh rahe the sapne ) -2
kho kar sab kuchh khoyā, bhāg meṅ thā ye apne
chalo achchhā huā tum bhūl gaye
ek bhūl thā merā pyār ho sājnā
chalo achchhā huā tum bhūl gaye
man bagiyā meṅ āg bharī thī, phūl kahāṇ se khilte
ho phūl kahāṇ se khilte
ek nadī ke do the kināre, kaise bhalā phir milte
chalo achchhā huā tum bhūl gaye
ek bhūl thā merā pyār ho sājnā
chalo achchhā huā tum bhūl gaye -2